Saturday, December 4, 2010

SHAHI QILA IN LAHORE

shahi qila lahore main hai ye kila bohat he purana hai badshak zamane ka
aj se sadiyon saal purana jab badsha zinda hoty the us time ka hai 
ab es ko dhek ne log puri duniya se ate hain kyun k ye b ek ajuba he 
ban k rah gya hai ab es main ajne ki ticket hai bohat log daily ate hain 
or shahi qila main phirte hain mazy late hain log es ko dhek kar heran hote 
hain es main bohat se ajee jagayn hain k insan heraan rah jata hai dhek kar 
es main asee gaar hai jo india main jate hai lakin ab wo band kar de hai 
or shahi qila main ek esaa ajuba tha jab pani kholte teh to pani aa
jata tha or jab band karte thy to band ho jata tha matlab koi tanke nahi or koi
machin nahi lagi hui yee pani ravi se ata tha aj sehazroon saal phely jab 
shahi qila bna tha to es main mazdooron ne esa kam kiya tah k pan apny 
ap ata tha or apny ap jata tha or dusra ajuba ye hai k pani apny ap garam 
rahta tha matlab k jab shahi qila banaya gya to es main 1 diya jalaya gya 
wo diya kabi b band nahi hota tha hamesha chalta rehta tha zameen k
nechay  matlab qilay k nechay phir chand log aye qilay main ye dhekne k
 ye pani  kase garm hota hai or pani kider se ata hai kyun ata hai ye
dhekne k leay uno ne qilay k khudai karna shuru kar de or jab zameen
 khodi to nechay diya jal raha tha jab zameen khuli to jalty jalty diya
 apny ap band ho gya or us k bad kabi b wo diya nahi jla or jab pani
 check kiya k pani kider se ata hai to pipe torna shuru kar deay or jab
pipe tory to pipe dubara wapis nahi jury or aj tak qilay main pani nahi ata
matlab phely qilay main favary chalty thy lakin zameen khodne k bad na he
 favary chaly or na he pani garam huva shahi qilay main bohat se asee jagan
 hain shahi qilay main ab b wo sab saman hai jo badsha k zamane main hota
 tha matlab talwar pastol goli or sab kuch purany zamane ka kafi saman abe b
majud hai  qilay main qilay main wo jaga b hai jahan badsha gardan kata
karta tha insano ke or wo jaga b hai jahan qilay main larai hui the
wo khool abe b dweeron main laga hai qilay main ek ase jaga banai hui hai
jahan pe wo sara samaan pra huba hai badsha k zamane ka sheshay
main band hai us k andar log ja to sakte hain magar tasweer nahi le sakte
hain tasweev lena mana hai qilay main ek jaga hai jahan pani wala
quvan hota tha aj b wo quvan majud hai magar ab wo suk gya huva hai
ab us main pani nahi hota hai or us k uper ab lohay ka jangla lga dea hai
qilay main shesh mahal b hai wahan pe sheshay ka kam huva hai dweron
pe wahan sony se likha huva hai abe b wahan pe b ap dur se dhek sakte
hain qilay main bohat se asee jagan hain puri duniya main ye qila mashoor
qila bohat he purana hai qilay main wo bag b hai jo badsha ne apni bp
k leay banvaya tha ye hai qilay ke ek choti se khahani 

10 comments:

  1. O Yrr aY Kerii StorY hA Phlii Bar Parh Rha hOo ? ? ?

    ReplyDelete
  2. Hi there to all, it’s really a good for me to go to see this site, it consists of valuable Information.

    Aaj Exclusive
    Aaj Rana Mubashir kay Sath

    ReplyDelete
  3. Very nice information zabardast g

    ReplyDelete
  4. hahahahahhaha oye yeh kon c kahani suna di hai awaaam ko , oh bhai hans hans k mera bura hal ho gya hai sai shopper parh raha hai toh bhai

    ReplyDelete
  5. wo pani ka kunwa nai hai ..waha badshah logo ko qaid kerta thaw means us k andr zinda phenk deta tha wo bhok piyas sy mar jaty thy

    ReplyDelete
  6. nice post dear
    https://www.blizinhotels.com/swat-continental-hotel

    ReplyDelete